Salgum ki sabji recipe || punjabi style salgum ki sabji recipe
Salgum ki sabji recipe || punjabi style salgum ki sabji recipe Salgum ki sabji octuber se decmber tak aaram se mil jati hai or yeh khaane main teste ke sath sath bahut he heldi bhi hoti hai jiski tassir sardiyon main garm hoti hai or punjabi log ise aksar bade he chav se lhate hai.agr aapka bhi dil salgum ki sabji ko khane ko karta hai .to main aapko ise bnane ki badiya vidhi bta deta hun.vidhi kuch is prkar hai. salgum ki sabji ke liye 1kg Salgum 50gm Sarson oil/ ya refind oil (best hai ki ghar pr aap sarson oil he use kro jo ki sehat ke loye bhi better hai) 1spoon Jeera 2 Tspoon lahsun peste 2 bde choped Piyaj 1bde size ka Tometo (tamater) 8/10 hari mirch (baki swad ke anusar dal lena) 1inch Adrak choped (baki apne hisab se dal lena) Thoda sa harra dhaniya 1chamch Dhaniya (koi bhi apne pasand ka masala) 1 chamch Hadi pauder 1 chamch Lal mirch 1 spoon Namak(ya fir apne swad anusar Salgum ki sabji banane ki vidhi Cutting:- Salguma ki sabji bnane se pehle s...